Emiway
Asli Nakli Lyrics: The song is written and performed by Emiway. This one is an old song from Bantai's old album Mein EP (2017). The song was shot by Sankalp Vaid.
Asli Nakli Lyrics Copy and Sing
Written by:Sachi sachi baatein aaj bolega EMIway
Verses meri itni mehengi tu kharide EMI pe
Kyonki chhote cash wala scene tere bas ka nahi
Gaane to tu bhi hai nikalta par bajta nahi kahin pe
Pachta nahi hain baatein jo tumhare munh se nikle
Tum jaise bachkaano ko to yunhi humne rakh ke dhak le
Phat se dhak le
Tere chehre ko phir phat se vatt le
Vatt samjh le kyunki saari public mere saath hai
Jo jal raha hai mere pe unpe to barsaat hai
Barsa de re maalik, hey malik de chaalis
Iss kharche ko, 20 arse ko akal dekho
Mere area ke charsiyon ke aur
Tumhare ladkiyon ki tarah ekdum komal hai
Circle hona chahiye lekin oval he
Bhai tera sobar hai
Phir bhi game over hai
Main hoon asli asli aur tum nakli nakli
Haha, huh
Main hoon asli
Real sh*t, real shit karne wale
Tum rapping ke maamle sach hi ho gu (chi)
Naye skills, naye lines mere har gaane mein
Laata mein bole to n.n.n.new
Shew ekdum dhyan se tu sun
Har gaane ka mera main khud se banata hoon dhun
Kyunki pasand nahi rehna kisi ke bharose pe
Saamne se waah waah aur peechhe se kosenge
Nochenge, aisa ke dard bhi na hoga tumhein
Harkatein karenge phir kahenge ki coma hoon main
Kyon ki main asli asli aur woh nakli nakli
Main hoon asli.
Haan!
Main hoon asli asli aur woh nakli nakli
Haan thanda dimag mera
Nahi rehta hai kabhi bhi
Kuch na kuch chalta rehta
Jaisa chal raha hai abhi bhi
Kya bolun main kya bhokun
Main kis baaton se uljha hoon
Main suljha doon
Main phir bhi na sulajh paata
Main baatein batata
Main jhuk ke neeche milan ko jaata
Waise wale din yeh maine dekhe
Maa ke gehne agar gin’ne aur ginaane
Baithun to pehnane padenge
Earphones tere kaano mein
Tere gaanon mein meri ginti beta shaano mein
Teri he bachkano mein
Kitanon mein music ka ghusun main
Tere kaano mein aur jaanu main
Kya sun’na chahate hain yeh log log
Gaane main banata woh bhi bina koi rok tok
Kyunki nok jhok nahi hai mere peechhe kisi label ka
Is level ka kaam karne bola to unable tha
Par able tha mere liye na ruka kisi favour ka
Ghar wale taane maarenge
Baatein sunke neighbor ka
Ghar wale taane maarenge
Baatein sunke neighbor ka
Woh to chalta rehta hai
Emiway
Peace!
Emiway
Play Asli Nakli Song Official Video
"Asli Nakli" Song Info
Singer
Emiway
Album
Mein EP 2017
Lyricist
Emiway
Music
Emiway
Director
Sankalp Vaid
Director Of Photography
Sam Mohan
Genre
Hip-Hop (Rap)
Mix And Master
Emiway